Solo :: Group :: Golden Hits :: Kawali :: Folk :: Ghazal :: Remix :: Wedding :: Children :: National :: Religious

Hamd-O-Naat :: Drama & Film (Songs) :: Mazahiya Khakay :: Kahaniyan :: Lyrics :: Midis

>> Download Pakistani Music MP3s <<


Pakistani Songs Lyrics

             
 

Sponsored Links

 
             
 

Sponsored Links

 
 

Lyrics - Aaroh - Jalan

     
 

phir woh jalan
phir wohi aas
kab tak rahay gee mun kee yeh pyaas
yeh dharkanein kab tak chalein
chaltin rahay gee jab tak yeh aas

lay kay pyar aankhon mein
tum aik baar aao naa
kaisay katay gaa jeevan iss aas par

Ya to mairee yaadon main aao na
Ya phir mairee baahon main aao naa

aa rahee hai tairee yaad
dil maira phir bayqaraar
daikhein nigaahein rasta taira
katay naa raatein dil lagay naa
han milo gee yeh aitbaar hai
naa milo gee to izteraab hai
rehta hoon main kyun iss aas main

Ya to mairee yaadon main aao naa
Ya phir mairee baahon main aao naa

Ya to mairee yaadon main aao naa
Ya phir mairee baahon main aao na

Ya to mairee yaadon main aao na
Ya phir mairee baahon main aao naa

 
 

Sponsored Links


Make Us A Home Page | Bookmark Us | Our Network | Contact Us


Copyright (C) - Paki.Ws - All rights reserved  .:: Privacy Policy & Desclaimer ::.