Solo :: Group :: Golden Hits :: Kawali :: Folk :: Ghazal :: Remix :: Wedding :: Children :: National :: Religious

Hamd-O-Naat :: Drama & Film (Songs) :: Mazahiya Khakay :: Kahaniyan :: Lyrics :: Midis

>> Download Pakistani Music MP3s <<


Pakistani Songs Lyrics

             
 

Sponsored Links

 
             
 

Sponsored Links

 
 

Lyrics - Adnan Sami Khan - Aae Khuda (Religious Song)

     
 

Ay Khuda
Ay Khuda
Jis Nay Ki Justuju
Mil Gaya Usko Tu
Sab Ka Tu Rehnuma

Ay Khuda
Ay Khuda
Jis Nay Ki Justuju
Mil Gaya Usko Tu
Sab Ka Tu Rehnuma

Ay Khuda
Ay Khuda

Yeh Zameen
Yeh Falak
In Say Aagay Talak
Jitni Dunyaeen Hain
Sub Main Teri Jhalak

Yeh Zameen
Yeh Falak
In Say Aagay Talak
Jitni Dunyaeen Hain
Sub Main Teri Jhalak

Ay Khuda
Ay Khuda
Jis Nay Ki Justuju
Mil Gaya Usko Tu
Sab Ka Tu Rehnuma

Ay Khuda
Ay Khuda

Har Sehar Phoot'ti
Hai Naye Rang Say
Sabza-o-Gul Khilay
Seena-e-Sang Say

Har Sehar Phoot'ti
Hai Naye Rang Say
Sabza-o-Gul Khilay
Seena-e-Sang Say

Ay Khuda
Ay Khuda
Jis Nay Ki Justuju
Mil Gaya Usko Tu
Sab Ka Tu Rehnuma

Ay Khuda

Har Sitaaray Main
Aabaad Hai Ek Jahaan
Chaand Sooraj Teri
Roshni Kay Nishaan

Har Sitaaray Main
Aabaad Hai Ek Jahaan
Chaand Sooraj Teri
Roshni Kay Nishaan

Ay Khuda
Ay Khuda
Jis Nay Ki Justuju
Mil Gaya Usko Tu
Sab Ka Tu Rehnuma

Ay Khuda
Ay Khuda
Jis Nay Ki Justuju
Mil Gaya Usko Tu
Sab Ka Tu Rehnuma

Ay Khuda
Ay Khuda
Ay Khuda
Ay Khuda
Ay Khuda
Ay Khuda
Ay Khuda
Ay Khuda

 
 

Sponsored Links


Make Us A Home Page | Bookmark Us | Our Network | Contact Us


Copyright (C) - Paki.Ws - All rights reserved  .:: Privacy Policy & Desclaimer ::.