|
| |
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
| |
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
|
|
Lyrics - Afshan - Babula Wey Ley Jaeein (Shadi Song) |
|
| |
|
|
| |
|
Babula wey ley jaeein na loag mujhko
Mairee jaan ko laga yeh kaisa roag
Babula
Babula wey ley jaeein na loag mujhko
Mairee jaan ko laga yeh kaisa roag
Babula
Babula wey ley jaeein na loag mujhko
Main nay babul kya soocha tha
Maira jeevan to ranjha tha
kuoon ghairoon say bandha sanjoak
Babula
Babula wey ley jaeein na loag mujhko
Mairee jaan ko laga yeh kaisa roag
Babula
Babula wey ley jaeein na loag mujhko
Yeh Kaisa bandhan hai jis nay
Aag Lagai tan man main
Yeh Kaisa bandhan hai jis nay
Aag Lagai tan man main
Charoon Janib veerani hai
Babul Teray Gushan main
Aangan main phaila hai soag
Babula
Babula wey ley jaeein na loag mujhko
Mairee jaan ko laga yeh kaisa roag
Babula
Babula wey ley jaeein na loag mujhko
Babul Ka ghar to chuta hai
phansi ka daman chootay bhi
Dub tak aahain bharna hogi
Saans ki dori totay bhi
Maira jeena kaisa jeena
Mainay zehar pyala peena
Inhain choorho yeh jothay hain loag
Babula
Babula wey ley jaeein na loag mujhko
Mairee jaan ko laga yeh kaisa roag
Babula
Babula wey ley jaeein na loag mujhko
Main nay babul kya soocha tha
Maira jeevan to ranjha tha
kuoon ghairoon say bandha sanjoak
Babula
Babula wey ley jaeein na loag mujhko
Mairee jaan ko laga yeh kaisa roag
Babula
Babula wey ley jaeein na loag mujhko |
|
|
| |
|