Solo :: Group :: Golden Hits :: Kawali :: Folk :: Ghazal :: Remix :: Wedding :: Children :: National :: Religious

Hamd-O-Naat :: Drama & Film (Songs) :: Mazahiya Khakay :: Kahaniyan :: Lyrics :: Midis

>> Download Pakistani Music MP3s <<


Pakistani Songs Lyrics

             
 

Sponsored Links

 
             
 

Sponsored Links

 
 

Lyrics - Alamgir - Dekh Tera Kya Rang Kar Diya

     
 

{Dekh Tera Kya Rang Kar Diya Hai
Khusboo Ka Jhoka Teray Sang kar Diya Hai} X2
Dekh Tera Kya

Yeh Jhoka Teray Ghar Ka Rasta Banay Ga
Akailay Main Tujha Say Mila To Kahay Ga

Hay Hay Ha Ha Ho Ho

Yeh Jhoka Teray Ghar Ka Rasta Banay Ga
Akailay Main Tujha Say Mila To Kahay Ga
Mila To Kahay Ga

Dekh Tera Kya Rang Kar Diya Hai
Khusboo Ka Jhoka Teray Sang kar Diya Hai
Dekh Tera Kya

Teray Paas Yadoon Ka Maila Rahay Ga
Tu logoon Main Reh kar Akaila Rahay Ga

Hay Hay Ha Ha Ho Ho

Teray Paas Yadoon Ka Maila Rahay Ga
Tu logoon Main Reh kar Akaila Rahay Ga
Akaila Rahay Ga

Dekh Tera Kya Rang Kar Diya Hai
Khusboo Ka Jhoka Teray Sang kar Diya Hai
Dekh Tera Kya

Tujhay Daikh Kar Shaakh Kaisi Jhuki Hai
Hawa Bhi Darichoon Main Jakay Ruki Hai

Hay Hay Ha Ha Ho Ho

Tujhay Daikh Kar Shaakh Kaisi Jhuki Hai
Hawa Bhi Darichoon Main Jakay Ruki Hai
Jakay Ruki Hai

Dekh Tera Kya Rang Kar Diya Hai
Khusboo Ka Jhoka Teray Sang kar Diya Hai
Dekh Tera Kya Rang Kar Diya Hai
Khusboo Ka Jhoka Teray Sang kar Diya Hai

{Hay Hay Ha Ha Ho Ho Mm Mm} X....

 
 

Sponsored Links


Make Us A Home Page | Bookmark Us | Our Network | Contact Us


Copyright (C) - Paki.Ws - All rights reserved  .:: Privacy Policy & Desclaimer ::.