| |
|
woh kehte hain na jo hota hai ache ke liye hota hai galat kehte hain
kismat ka khel hai saara phirta tha main aawaara yeh kya se kya ho gaya chaar din ki zindagaani har pal ek nayi kahaani kya tha, main kya
ban gaya kya huva jo laaree chhooti jivan ki gaadi looti kwaab hai toh mujhko na jaga zindagi ek pal mein saali yuun palat gayi hamaari
jhoot hai toh mujhko na bata
mumbai, suna tha yahaan aadami puri zindagi apani kismat slow track se fast track laane mein nikaal deta hai par dhaayi ghante mein meri kismat aise slow track se fast track par aa jaayegi yeh maine kabhi socha nahi tha saza maza ban jaayegi, yeh bhi kabhi socha nahi tha last local kya chhuti, saala kismat patari par aa gayi
karlo jo bhi karna hai hota hai jo hona hai guzra toh pal yeh phir na aayega kya bura hai kya bhala hai waqt hi shaayad khuda hai ho jaane do phir dekha jaayega kya huva jo laaree chhooti jivan ki gaadi looti kwaab hai toh mujhko na jaga zindagi ek pal mein saali yuun palat gayi hamaari
jhoot hai toh mujhko na bata
woh kehte hain na jo hota hai achche ke liye hota hai sahi kehte hain jivan ki gaadi looti |
|
|