|
Har rastay main naee museebat nay manzil ko ghaira
na tu kaana na tu shana kya banay ga tera
kabhi ujala kabhi andhaira yeh hai teen na tera
teen na tera - X4
Jub suraj jo ban pay aayay
ek ka fuse urh jayay
Doojay kay hontoon say saray sur khali kar jaein
aur baicharay ek kay kaanoon pay lag jayay taala
wa ray Maula Tu nay inko kya kya rang main dhala
kabhi ujala kabhi andhaira yeh hai teen na tera
teen na tera - X4
jahan bhi jaein yeh bhan than kay ho jaein khap ballay
kabhi to ho jutoon say khatir kabhi ho balay balay
kabhi ujala kabhi andhaira yeh hai teen na tera
teen na tera - X4 |