Solo :: Group :: Golden Hits :: Kawali :: Folk :: Ghazal :: Remix :: Wedding :: Children :: National :: Religious

Hamd-O-Naat :: Drama & Film (Songs) :: Mazahiya Khakay :: Kahaniyan :: Lyrics :: Midis

>> Download Pakistani Music MP3s <<


Pakistani Songs Lyrics

             
 

Sponsored Links

 
             
 

Sponsored Links

 
 

Lyrics - Hassan Jehangir - Aa Ja Na Dil Hai Deewana

     
 

Aa jaana dil hai dewaana
Aa jaana dil hai dewaana
roke chaahe laakh zamaana
kahe dena yeh dil hai dewaana

Aa jaana dil hai dewaana
Aa jaana dil hai dewaana
roke chaahe laakh zamaana
kahe dena yeh dil hai dewaana

Aa jaana dil hai dewaana
Aa jaana dil hai dewaana

Aisa haseen sama rangeen faza hai
mausam ka rang kaha tumse mila hai
meri sada teri sada dil ki sada hai
meri sada teri sada dil ki sada hai
roke chaahe laakh zamaana
kahe dena yeh dil hai dewaana
aa jaana dil hai dewaana
aa jaana dil hai dewaana

Rangat gulaabi yeh kahene lagi hai
tu bhi sharaabi si lagne lagi hai
jo bhi tujhe dekhe wohi girne laga hai
jo bhi tujhe dekhe wohi girne laga hai
roke chaahe laakh zamaana
kahe dena yeh dil hai dewaana
aa jaana dil hai dewaana
aa jaana dil hai dewaana

Hoton pe kaliya khila dunga ek din
khusboo se tujhko mila dunga ek din
kaho nahi chup hi raho hamko pata hai
kaho nahi chup hi raho hamko pata hai
roke chaahe laakh zamaana
kahe dena yeh dil hai dewaana
aa jaana dil hai dewaana
aa jaana dil hai dewaana

Aa jaana dil hai dewaana
Aa jaana dil hai dewaana
roke chaahe laakh zamaana
kahe dena yeh dil hai dewaana

Aa jaana dil hai dewaana
Aa jaana dil hai dewaana
roke chaahe laakh zamaana
kahe dena yeh dil hai dewaana

 
 

Sponsored Links


Make Us A Home Page | Bookmark Us | Our Network | Contact Us


Copyright (C) - Paki.Ws - All rights reserved  .:: Privacy Policy & Desclaimer ::.