Hai jazba-e junoon tu himatt na haar
justajoo jo karay woh chooye aasmaan
mehnat apni hogi, pehchaan kabhi na bholo
sabb ki nazron mein, Pakistan kabhi na bholo
Pakistan ha tumhara, Pakistan hai hamara
apna ghar apni sarzameen
sabb kuch hai bass yaheen
itna tu hai hum ko yakeen
hai jazba junoon tu himat na haar
Hai jazba-e junoon tu himatt na haar
justajoo jo karay woh chooye aasmaan
mehnat apni hogi, pehchaan kabhi na bhoolo
sabb ki nazron mein, Pakistan kabhi na bholo
Pakistan ha hamara, Pakistan hai tumhara
barhna hai aagay harr qadam
jabb tak hai dam mein dam
hogi kabhi himat na kum
Hai jazba-e junoon tu himatt na haar
justajoo jo karay woh chooye aasmaan
mehnat apni hogi, pehchaan kabhi na bhoolo
sabb ki nazron mein, Pakistan kabhi na bholo
Pakistan ha tumhara, Pakistan hai hamara