Neend atti nahi
sarri sarri raat
Koi tujhe sae kahay meray dil ki baat
Ik tu Jo nahi ajj meray saath
mujhe ko veeran lagaye sari kiynaat
teray aur meray rastay hoon kabhi na juda..na judaa
Kya janay koi zinda hain kesay, Meri jaan yeh zindigi tou hogayi hae
veeraan...
Tere bin hae jaan se badan main
jesay tanhaa hoon panchi chaman main
Nend atti nahi saari sari raat
koi tujhe saae kahai meray dil ki baat
ik tu jo nahi ajj meray saath
mujh ko veeran lage sari kiynaat
main tou yahi chahoon duriyan na rahain na durian.. duriyaan
voooo ansooo bhari ghoomay din raat
tou barishon main bheegta tha meray saath
anganoo main jo saye jawan thay
dhoop main wo bichardtay kahan thay
neend ati nahi sari sari raat(repeat)