| |
|
Mujhay wida kar Mujhay wida kar Mujhay wida kar Mujhay
wida kar Aay mairee zaat k Mujhay wida kar Mujhay wida kat Main
tairay saath apnay aap k siyaah ghaar main bohut panha lai chukka Main apnay
haath paaon dil ki aag main tapa chukka Mujhay wida kar Mujhay wida
kar K aab-o-gill k aansoon ki bai-sadayain sun sukoon Mujhay wida kar
Mujhay wida kar Bohut hee dair, dair jaisee dair ho chukee K abb ghari
main beesween sadi ki raat baj chuki Mujhay wida kar Mujhay wida kar K
apnay aap main main itnay khuwaab jee chukka K hosla nahin K hosla
nahin Main kittnee baar apnay zakham aap si chukka K hosla nahin K
hosla nahin
|
|
|