Solo :: Group :: Golden Hits :: Kawali :: Folk :: Ghazal :: Remix :: Wedding :: Children :: National :: Religious

Hamd-O-Naat :: Drama & Film (Songs) :: Mazahiya Khakay :: Kahaniyan :: Lyrics :: Midis

>> Download Pakistani Music MP3s <<


Pakistani Songs Lyrics

             
 

Sponsored Links

 
             
 

Sponsored Links

 
 

Lyrics - Vital Signs - Yaadein

     
 

Baatein purani baatein
Jab yaad aaein
Mein kho jaaon

shaamay wo dhalti shaamay
Jab yaad aaein
Mein kho jaaon

Hum tum jahan miltay thay
wo rastay kesay bhula payn gai?
Tum nay palat kay dekha
To saray mosum chalay aayn gai
meeti wo yaadein
abh bhi hain piyari
meeti wo baatein
abh bhi hain piyari

aankhein wo teri aankhein
jab yaad aaein
Mein kho jaaon
baatein wo teray baatein
Jab yaad aaein
Mein kho jaaon

jab bhi parayn gay boondai
mujhe wo aansoo yaad ain gai
aansoo tumharay aansoo
meray aankhon mey, chalay aain gay

meeti wo yaadein
abh bhi hain piyari
meeti wo baatein
abh bhi hain piyari

Baatein purani baatein
Jab yaad aaein
Mein kho jaaon
shaamay wo dhalti shaamay
Jab yaad aaein
Mein kho jaaon

meeti wo yaadein
abh bhi hain piyari
meeti wo baatein
abh bhi hain piyari
tata te tata tutu ra

 
 

Sponsored Links


Make Us A Home Page | Bookmark Us | Our Network | Contact Us


Copyright (C) - Paki.Ws - All rights reserved  .:: Privacy Policy & Desclaimer ::.