|
| |
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
| |
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
| |
|
(dushman naa kare dost ne wo kaam kiyaa hai
umar bhar kaa gam humei inaam diyaa hai) - X2
toofaan mein hum ko chhod ke saahil pe aa gaye - X2
naakhudaa kaa hum ne inhe naam diyaa hai
umar bhar kaa gam humei inaam diyaa hai
dushman naa kare
pahale to hosh chhin liye julma-o-sitam se - X2
diwaanagee kaa fir humei iljaam diyaa hai
umar bhar kaa gam humei inaam diyaa hai
dushman naa kare
apane hee giraate hain nasheman pe bijaliyaan - X2
gairo ne aa ke fir bhee use thaam diyaa hai
umar bhar kaa gam humei inaam diyaa hai
dushman naa kare
bakar raqeeb baithay hain woh jo habib thay -X2
yaroon nay khoob farz ko anjaam diya hai
umar bhar kaa gam humei inaam diyaa hai
dushman naa kare dost ne wo kaam kiyaa hai
umar bhar kaa gam humei inaam diyaa hai |
|
|
| |
|