| |
|
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge -2
Lekin Jahaan Honge Wahan Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lekin Jahaan Honge Wahan Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge
(Yeh Bachpan Ka Pyaar Agar Kho Jaayega
Dil Kitna Khaali Khaali Ho Jaayega) -2
Tere Khayaalon Se Ise Aabaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lekin Jahaan Honge Wahab Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge
Aise Hasti Thi Woh Aise Chalti Thi -2
Chaand Ke Jaise Chupti Aur Nikalti Thi
Aise Hasti Thi Woh Aise Chalti Thi
Chaand Ke Jaise Chupti Aur Nikalti Thi
Sab Se Teri Baatein, Tere Baad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lekin Jahaan Honge Wahan Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge
Aa Aa Aa Aa Aaa
(Tere Shabnami Khwaabon Ki Tasweeron Se
Tere Reshami Zulfon Ki Zanjeeron Se) - 2
Kaise Hum Apne Aap Ko Aazaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge
(Zaher Judaai Ka Peena Padh Jaaye To
Bichhad Ke Bhi Hum Ko Jeena Padh Jaaye To) -2
Saare Jawaani Bus Yunhi Barbaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge |
|
|