| |
|
Muskuraata Hua, Gul Khilaata Hua Mera Yaar
Mera Yaar, Mera Yaar, Mera Yaar
AaNkheN Milata Hua, Tan Churata Hua Mera Yaar
Mera Yaar, Mera Yaar, Mera Yaar...
Gore Gore Mukh Ko ChumeiN Heray Moti
Aisi Sharaarat Ham Say Bhi Hoti
Dhire Se Chu LuN MaiN GalooN Ko
ChuumuuN MaiN Bhiige Se BaalooN Ko
Bolo Na
Na Na Karata Hua, Jag Se Darata Hua Mera Yaar
Mera Yaar Mera Yaar Mera Yaar...
Pyari Pyari Chabi Hai, Ada Bholi Bhaali
Ab Na Lagaanaa HooNthooN Pe Laali
Dil Pe Kya Bite Hain, Jaano Na
Itana Sa Kehna Hai, Maano Na, Maano Na
HaaN HaaN Karata Hua, Par SaNvarata Hua Mera Yaar
Mera Yaar Mera Yaar Mera Yaar...
Khoye Khoye Nainaa DekheN Mera Sapna
Pyaar Mubaarak Mila Koi Apana
Chupke Se BaahooN MeiN Aa Jaana
Meri JaaN Ab To Naa Sharmaana, Sharamaana
Jaa Jaa Kehta Hua, Dard Sehta Hua Mera Yaar
Mera Yaar Mera Yaar Mera Yaar... |
|
|