| |
|
Yaad Aaein Gay Hum
Yaad Karna Nahin
Repeat (3X)
Pyar Ki Bhool Ko
Rah Ki Dhool Ko
Phir Urha Na Nahin
Yaad Aaein Gay Hum
Yaad Karna Nahin
Bewafa, Bewafa
Yaad Aaein Gay Hum
Yaad Karna Nahin
Phir Na Dohrana Tum
Pyar ki Bhool Ko
Yaad Aaein Gay Hum
Yaad Karna Nahin
Khusbo Milti Nahin Hai
Har Ek Phool Ko
Ghum Kay maroon Ki Kismat Badalti Nahin
Kashtiaan Kuch Kinaroon Say Milti Nahin
Hum Ko Jalana Yonhi Hai Shama Ki Tarah
Tum Magar Apnay Dil Ko Jalana Nahin
Bewafa, Bewafa
Yaad Aaein Gay Hum
Yaad Karna Nahin
Parh Sakay Na Jisay
Main Woh Tehreer hoon
Parh Sakay Na Jisay
Main Woh Tehreer hoon
Ghum Ki Uljhi hui Ek Zanjeer Hoon
Dard Daikar Na Tunay Diyay Hoslay
Khoob Tunay Kiyay Pyar Kay Faislay
Ghum Jo Bukhshay Hain Tunay Mujhay Pyar Main
Silsila Gum Ka Yeh Phir Ghatana Nahin
Bewafa, Bewafa
Yaad Aaein Gay Hum
Yaad Karna Nahin
Rahain Manzil Ki Janay Kahan Kho Gaeen (X2)
Zindagi Ghum Ki Aaghoosh Main Soo Gaee
Raat Kay Dairh Main Hai Nashemand Mera
Doosh Par Hai Fizaoon Kay Gulshan Mera
Meri Kismat Main Likha Hai Roona Yonhi
Tum Magar Apnay Aansoon Bahana Nahin
Bewafa, Bewafa
Yaad Aaein Gay Hum
Yaad Karna Nahin
Bewafa, Bewafa
Yaad Aaein Gay Hum
Yaad Karna Nahin
Pyar Ki Bhool Ko
Rah Ki Dhool Ko
Phir Urha Na Nahin
Yaad Aaein Gay Hum
Yaad Karna Nahin
Bewafa, Bewafa (X...) |
|
|