|
tu pyaar hai kisee aur ka
tujhe chahata koee aur hai
tu pasand hai kisee aur ki
tujhe maangataa koee aur hai
kaun apna hai
ya begana hai
kya hakeekat hai
kya fasana hai
ye jamaane mein kisne jana hai
tu nazar mein hai kisee aur ki
tujhe dekhtaa koi aur hai
pyaar mein aksar aisa hota hai
koi hansta hai
koi rota hai
koi pata hai
koi khota hai
tu jaan hai kisee aur ki
tujhe jaanta koi aur hai
sochta hoon main
chup rahoon kaise
dard dil ka ye main sahoon kaise
kashmakash mein hoo
ye kahoon kaise
mera humasafar bas ek tu
naheen doosra koi aur hai |