| |
|
Tere zindagi main yoon to kaee dard aaein gay (Dard Aaein gay)
Agar muskuraega (X2) to dard bhaag jaein gay (bhaag jaein gay)
Aray Muskuraeja
Har gharhee hai ek imtehan, gir kar hi sanbhaltay yahan, bahaduroon ka hi hai yeh jahan
Har ek haal main, kissi bhi chaal main, himat na haar muskuraeja, hohohohooo, hohohohooo
Tere zindagi main yoon to kaee dard aaein gay (Dard Aaein gay)
Agar muskuraega (X2) to dard bhaag jaein gay (bhaag jaein gay)
Aray Muskuraeja
Mushkiloon say haarna nahin, yoon jindagi guzaarna nahin, man kabhi tu marna nahin
Kissi bhi morh pay koi saath chorh day, himat na haar muskuraeja, hohohohooo, hohohohooo
Hohohohooo, hohohohooo
Tere zindagi main yoon to kaee dard aaein gay (Dard Aaein gay)
Agar muskuraega (X2) to dard bhaag jaein gay (bhaag jaein gay)
Aray Muskuraeja
Oo Tere zindagi main yoon to kaee dard aaein gay (Dard Aaein gay)
Agar muskuraega (X2) to dard bhaag jaein gay (bhaag jaein gay)
Aray Muskuraeja |
|
|