|
| |
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
| |
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
| |
|
Jeewan key safar mein rahi
Jub mil key bichar jatay hain
Tanhai ki har manzil mein
Yaad Aatay hain tarhpatay hain
Jeewan key safar mein rahi
Yeh dil say khailnay walay
kehnay ko hain bholay bhalay
Dil loot key yeh hanstay hain (X2)
Aur hans key chalay jatay hain
Jeewan key safar mein rahi
Aay pyar teri nagri mein
Yeh kaisee anokhee batein
Dil unpay fida hota hai (X2)
Jo dil pay sitam dhatay hain
Jeewan key safar mein rahi
Ab unko bhula daina bhi
Mushkil hai, bohat mushkil hai
Dil main bus janay walay
Phir dil say kahan jatay hain
Jeewan key safar mein rahi
Jub mil key bichar jatay hain
Tanhai ki har manzil mein
Yaad Aatay hain tarhpatay hain
Jeewan key safar mein rahi |
|
|
| |
|